31-03-2016, 01:57 PM
Dear Sir/ madam
Mera naam Karuna Mhetre hai mai aur mere husband aise mahilao keliye kuch karna chahate hai, jo mahila house wife hai, padhi likhi nahi hai, jo padhi likhi mahila hai wo office jake kam karsakti hai, kuch bhi kam karsakti hai, leki jo house wife hote hai unko aise lagta hai ki wo padhi likhi nahi hai isiliye wo kuch kar nahi sakti, inko lagta hai ki hum bhi aisa kuch kare jisase wo apne ghar ke liye 2 paise kamaye ghar sambhalke pati ki kuch madat kare, leki hum padhe likhe nahi hai hum kya kar sakte hai, aur kon hume kam dega, aise soch ke wo kuch nahi karti, leki kuch karne keliye sirf padha likha hona jaguri nahiye ye muze unko batana hai, har kisime koi na koi talent hota hai bas use bahar lane keliye unko koi prostahan dene vala aur unki help karne vala chaiye hota hai, so muse aisi mahilao ke liye kuch laghu udyog, gruh udyog jaise kam start karne hai,as paski mahilao ko ghar sambhal ke 2 paise kamana bhi sikanaa hai jisse ki wo khud ko kam na samje, unhe lagna chaiye ki hamari kala ki dwara hum kuch bhi kar sakte hai, isi liye muze kuch ideas aur help chaiye. jo bhi aise kam me meri madat karna chahe plz muze contact kariye, kyoki isase hamara desh aur age badh sakta hai aur isliye hume yekam karna hoga.
Karuna Mhetre & Anup Mhetre
8976134834, 9702627776