anchoring script for ganesh utsav
#1

Plz send anchoring script on Ganesh utsav
Reply
#2

anchoring script for ganesh utsav

Jaisaki Doston Hamare culture me jab koi subh karj karte hain to hamare vighan harta ganpati Ganesh ko pratham nimatran dete hai to kyun na aaj ki shaam ka aagaj ganpati ganesh ke vandna ke saath Karen.

So put your hands together ladies and gentleman first performance is .

1. Ganesh Vandna
Jaisa ki dosto apna maheshwari samaj shastron ko tyag kar kalam dawat w taraju dharan kar vaisye hue aur bhagwan Mahesh ke aashirwad se hum sabhi maheshwari kahlaye ek baar maheshwari samaj ke liye ek baar mil kar jordar taliyan….very good.hamre samaj me Mahesh Navmi ka
Jaisa ki aapko malum hi hai Bhagwan Mahesh ke kahne par jab hathiyaro sahit surajkund me snana karne kaha to sabhi hathiyar us kund me gal gaye aur hathon me kalam dawat aagaye aur tabhi bhagwan Mahesh ne kaha tum sabhi jati par meri chap rahegi aur tabhi se hum log maheshwri kahlate hain aur aur jis din bhagwan Mahesh ne vardan diya us din udhisther samvat 9 jaesth shukla navmi thi jise ab hum log Mahesh navmi ke roop me manate hain.
To aye ab hum sabhi ise khas Mahesh navmi par special performance dekhte next program ki or enjoy kare next performance is .

2. MAHESH NAVMI
Ek Festival aisa jo married person ke liye bahut mayne rakhta hai aur wife apni husband ke liye lambi umar ki duan karti hai. So let’s enjoy our next performance is .

3.Teej
Waise hamre hindustan me har festival ki alag hi baat hai. But chote-chote gayen chote choto gwal choto moro madan gopal..
Yani natkhat nandlal yani kishan ji kahaniyan to aapne hum sabne suna hai to aisa ho hi nahi sakta ki jab festival ka jikr ho aur hum sab janmastmi ko miss na kare so aaiye ab aap ko gokul ki galiyon me liye chalet hain agar aap v chalna chahte hain to kahiye mere sang Nand ke aanand bhao jao kanhiya lal ki ….so next performance is .

4. JANMASTMI
To I think ab aap sab bahut enjoy kar rahe honge ek se badhkar ek paerformance se saath.. waise v hamra samaj vaisye samaj hai aur aur tabhi socity me samj me hamra bahut important sthan hai waise dosto ab chaliye aap ko ganpati ganesh ke janam divas ki aur liye chalet hain yani gansh chturdasi ki aur joki vinayak chturthi ke roop me v jana jata hai bhudhi ke devta samrdhi aur sauvgya ke roop me puja jata hai. Tyohar 10 dino ke liye rahta hai anant chturdhi par samapt hota hai. Sabhi mere sath bolo ganpati bappa moriya so let’s enjoy our next performance is

5. Gansh Chuturdashi
The Dandiya Raas dance originated as devotional Garba dances, which were performed in Goddess Durga’s honor. This dance form is actually the staging of a mock-fight between Goddess Durga and Mahishasura, the mighty demon-king. This dance is also nicknamed ‘The Sword Dance’. The sticks of the dance represent the sword of Goddess Durga. Rass Yani Dandia Navratri me ek mahtvpurna Hissa hai to dandia me masti na ho to maza kaisa so gyes are u ready for dandia .

6. Dandia
Itne sare Festivals hai hamri jivan me par karwa chuth ek parmpriktha vibahit mahilayon ka tyohar hai. Married mahilayen apni husband ke lambe jivan ke fast kar pure din anusthan kar unke lambi umar ki kamna karti hai.i think jitney v married log yahn hai unhe iski imprtency malum hai to kyun na aap v enjoy Karen is bahut hi adhbhoot performance ka so let’s see

7. Karwa Chauth
Jisa ki dosto har festival ki alag –alag massage hota hamre samaj ke liyew
S to ab aapko liye chalet hain burai par achhai ki jeet yani depion ka festival yane devali yah sandesh jan jan tak pahuchane ab le kar depon ka tyohar laye khusiyan hazar our next rock and roll performance

8. Diwali
O aagayi Lohri ve…balle-balle jo bloe so nihal sastikal lohri da maza ab yahi lena chahte ho to sab jor se bolo balle –balle so ab tushi chalo saddenaal Punjab next performance is

9. Lohri
Holi is colourful, Diwali is lightful, but MAHESHWARI NAWMI is wonderful……..so most welcome to one and all in this rocking OCASSION. Neem ka ped, chandan se kam nahi
Aur hamara ye (……….) kisi London se kam nahi….!
Khusiyo ki raat hogi
Jashn jara datt ke hoga
(Maheshwai Navmi) ka
Aandaj jara hat ke hoga

So lets enjoy with………………………………..
Reply

Important Note..!

If you are not satisfied with above reply ,..Please

ASK HERE

So that we will collect data for you and will made reply to the request....OR try below "QUICK REPLY" box to add a reply to this page
Tagged Pages: anchoring in ganesh utsav, ganeshotsav ankring,
Popular Searches: ganesh vandana for anchoring speech, vijayavani vijayotsava shopping utsav, anchoring for inauguration ganesh dance, kamputer par anuched, leanne cusack leanne cusack married, badalti jivan shaili, amy fadool married,

[-]
Quick Reply
Message
Type your reply to this message here.

Image Verification
Please enter the text contained within the image into the text box below it. This process is used to prevent automated spam bots.
Image Verification
(case insensitive)

Possibly Related Threads...
Thread Author Replies Views Last Post
  fresher party anchoring speech with jokes in marathi 0 17,517 25-09-2023, 10:35 PM
Last Post:
  Anchoring script for talent function 0 3,778 10-08-2023, 11:24 AM
Last Post:
  Anchoring script for freshers day in malayalam 0 3,158 02-07-2023, 06:17 PM
Last Post:
  require script on women's day 0 8,852 05-03-2021, 02:36 PM
Last Post:
  Drama script on road safety in hindi 0 9,300 28-01-2021, 09:21 AM
Last Post:
  Anchoring script for farewell to class 10 in nepali 0 14,301 21-02-2020, 05:13 AM
Last Post:
  anchoring script 0 9,427 19-02-2020, 09:14 PM
Last Post:
  Anchoring for haryanvi geet (jetha mera das padya se) 0 7,081 24-12-2019, 11:01 PM
Last Post:
  anchoring script for silver jubilee function of school 3 17,058 12-01-2019, 10:28 PM
Last Post: andrea
  anchoring script for get together function in marathi 0 10,943 09-11-2018, 09:48 PM
Last Post: Guest

Forum Jump: